Latest Hindi Paheliyan with answer for School kids

Cow Dudh deti hai, Aur,
Murgi Anda deti hai. to batao,
Aisa kon hai jo Dudh Aur Anda dono deta hai ?

Ans : Shopkeeper (Dukanwala)

Hari Dandi, Lal Kaman
Toba Toba , Kare Insaan
Btao Kya?

Ans : Lal Mirch (Red Pepper)

Do Sunder Ladke
Dono ek Rang Ke
Ek Bichad Jaye
To Dusra Kaam Na Aaye

Ans : Juta (Shoes)

Ek Raja ki anokhi Rani
Dum ke sahare piti Pani
Batao Kya?

Ans : Diya

Dhup me aane par jalne lagti hai
Chav me aane par murjha jati hai
Hawa chalne par mar jati hai
Batao Kya?

Ans : Pasina

Bujho Bhaiya Ek Paheli
Jab Kaato to Nai Naveli?

Ans: Pencil

 Lal Ghoda Ruka rahe.
Kala Ghoda Bhagta Jaye
Batao Kaun?

Ans: Aag/Dhua

Kali Kali Maa
Laal Laal Bache
Jidar Jaye Maa
Udhar Jaye Bache
Batao Kya?

Answer: Train

Mai Maru Mai Katu Tum kyo Rote ho
Batao main kaun hoon?

Ans: Pyaaj. (Onion)

Bimar nahi rehti main
phir bhi khaati hu goli
Bache bude sab dar jate
Sun kar iski boli
Batao yeh kya hai?

Ans: Bandook (Gun)

Latest Paheliyan hindi 2020 | बच्चों के लिए Hindi Paheliyan 2020 | बुझो तो जानें

1 . रात को मेरा जन्म हुआ सुबह हुआ जवान , घर घर जाकर बतलाता क्या क्या हुआ पिछले कल संसार मे.
समाचार पत्र

2. मेरा नाम तीन अक्षर का , आता खाने के काम | मध्य काटो तो हवा बनता , अंत कटे तो हल बन जाता तो बताओ क्या कहलाता ?
हलवा

3. काळा घोड़े की सवारी एक से उतरो तो दूसरे की है बारी ||
तवा और रोटी

4. धुप निकली तो मैं आ जाऊ . छांव मे शर्मा जाऊं, हवा देख कर गायब हो जाऊं , तो बतलाओ क्या कहलाऊँ ||
पसीना

5. काली हूँ पर कौआ नहीं , लम्बी हूँ पर सांप नहीं , बल खाती हूँ पर डोर नहीं तो बतलाओ तो कौन हूँ मैं ?
चोटी

6. लिखने के आती काम , जब काटो तो नई नवेली बूझो भैया एक पहेली ||
पेंसिल

7. माँ मैं काली काली , लाल लाल मेरे बच्चे, , जिधर जाऊँ मैं, उधर आएं मेरे बच्चे ||
रेल गाडी